Door Ja Kar Bhi Un Se Door Ja Nahi Sakte !!
Kitna Roye Kisi Ko Bata Nahi Sakte !!
Kitna Roye Kisi Ko Bata Nahi Sakte !!
Dard Ye Nahi Ke Ap Hume Yaad Nahi Karte !!
Dard Ye Hai Ke Hum ap ko Bhula Nahi Sakte !!
Dard Ye Hai Ke Hum ap ko Bhula Nahi Sakte !!
.....................................
Sohana Mosam Tha !!
Hawa Mein bhi Nami Thi !!
Hawa Mein bhi Nami Thi !!
Ansu Ki Beheti Nadi Abhi Abhi Thami Thi !!
Milna Tu Hum Bhi Chahte Thy Per !!
Milna Tu Hum Bhi Chahte Thy Per !!
Tumhare Pas Waqt Or !!
Hamare Pas Sanso Ki Kami Thi !
Hamare Pas Sanso Ki Kami Thi !
..................................
Logon Ne Mere Ghum Ka Tamasha Bana Diya !!
Mere Chaman Ke Sath Mera Dil Bhi Jala Diya !!
Mere Chaman Ke Sath Mera Dil Bhi Jala Diya !!
Apno Ne Mere Piyar Ka Kuch Yun Sila Diya !!
Ulfat ke Badle Khoon Ke Ansoo Rula Diya !!
Ulfat ke Badle Khoon Ke Ansoo Rula Diya !!
........................
Yaad Wo Nahi Jo Akele Tanhai Mein Aaye !!
Yaad Woh Hai Jo Mehfil Mein Aaye Or Tanha Kar Jaye !!
Yaad Woh Hai Jo Mehfil Mein Aaye Or Tanha Kar Jaye !!
.........................
Bohut Khush Numa Kal Ki Raat Guzri !!
Kuch Tanha Per Khas Guzri !!
Kuch Tanha Per Khas Guzri !!
Na Neend Aai Na Khawab Koi !!
Bas Tere Khayalon Ke Sath Guzri !!
Bas Tere Khayalon Ke Sath Guzri !!
................
Acha Lagta Hai Us Ki Yaad Mein Jalte Rehna !!
Yaad_e_Ishq Mein Girgir Ke Sambhalte Rehna !!
Yaad_e_Ishq Mein Girgir Ke Sambhalte Rehna !!
Yaad Karna Usy Aalam-e-Tanhai Mein !!
Or Mehfil Mein Usy Dur Se Takte Rehna !!
Or Mehfil Mein Usy Dur Se Takte Rehna !!
.......................................

No comments:
Post a Comment