Ho… aaj kal tanha main kahaan hoon, saath chalta koi...
Uski humein aadat hone ki aadat ho gayi
Woh jo mila hai jab se uski sauhbat ho gayi
Ek zara masoom se ke dil ki aafat ho gayi
♥ ♥ ♥ ♥ ♥
Sun le zara, sun le zara...
Dil ne kaha, itna bas mujhe pataa hai...
'I am in love, I am in love"
Tu hi bataa jaane kya mujhe hua hai…
♥ ♥ ♥ ♥ ♥
Oson boondon mein tu hai, aankhein moondu main… tu hai
Dishaaon das tu hai, tu hi hai bas....tu hai...
Dil ka shehar tu hai, acchi khabar tu hai...
Fursat ki hassi tu hai, jo bhi thi kami tu hai...
♥ ♥ ♥ ♥ ♥
Oson boondon mein tu hai, aankhein moondu main…tu hai
Dishaaon das tu hai, tu hi hai bas ...tu hai..

Tu hai mera, tu hai mera...
Kuch main jaanu na, itna bas mujhe pataa hai...
"I am in love, I am in love"
Tu hi bataa jaane kya mujhe hua hai...
♥ ♥ ♥ ♥ ♥
Baadal pe chalta hoon main, girta sambhalta hoon main
Khwaishein karta hoon main, khoney se darta hoon main
Jaaga na soya hoon main, musafir khoya hoon main
Kuch sarfira sa hoon main, buddhu zara sa hoon main

Dil kya kare, dil kya kare..
Tere bina, itna bas mujhe pataa hai...