Tumhari yaado ko seene se laga rakha hai
Andhere dil mein ek chiraag jala rakha hai
Jeene ki umeed jagi hai tumse mil kar
Hamne sehra ko shabnam se saja rakha hai
Tumhare intezar me khuLi hai kab se aankhe
Hamne rahon par palkon ko bicha rakha hai
Har Lamha teri yaad mein tadpata hai dil
Dard e-dil ka hamne naam Dawa rakha hai
Tumko bhi nahi malum kitna chahte hai ham Tumhe
Pyar me tere hamne khud ko bhula rakha hai
Zindagi hai jab tak sirf Tujhe hi chahenge
Dil mein hamne yeh raaz chuupa rakha hai
Thursday, November 12, 2009
Mera Naam Tak Jo Na Le Saka !!
Mera Naam Tak Jo Na Le Saka !!
Jo Mujhe Qarar Na De Saka !!
Jise Ikhthyar Tu Tha Magar !!
Mujhe Apna Piyar Na De Saka !!
Wohi Shakhs Meri Talash Hai !!
Wohi Dard Meri Hayyat Hai !!
Jo Chala Gaya Mujhe Chor Kar !!
Wohi Aj Tak Mere Pass Hai !!
Jo Mujhe Qarar Na De Saka !!
Jise Ikhthyar Tu Tha Magar !!
Mujhe Apna Piyar Na De Saka !!
Wohi Shakhs Meri Talash Hai !!
Wohi Dard Meri Hayyat Hai !!
Jo Chala Gaya Mujhe Chor Kar !!
Wohi Aj Tak Mere Pass Hai !!
Wo Kitne Itmeenan Se Thukra Gaya Mujhe !!
1.Wo Kitne Itmeenan Se Thukra Gaya Mujhe !!
Ansoo Ban Ke Ankh Se Tapka Gaya Mujhe !!
Kesi Rah Bari Thi Ye Kesa Fareeb Tha !!
Manzil Dikha Ke Rooh Se Bhatka Gaya Mujhe !!
Khamosh Nigahoon se Kahani Suna Gaya !!
Lafzon Ke Hair Phair Mein Atka Gaya Mujhe !!
Mujh Ko Bhi Bachpanay Ka Ik Mazaq Saj Kar !!
Chhoti Si Ik Hansi Mein Urha Gaya Mujhe !!
Do Din Mein Us Ke Dil Se Mohabbat Utar Gai !!
Or Do Hi Din Mein Yaad se Mita Gaya Mujhe !!

Dua karo keh barh ja'ain
Dua karo keh barh ja'ain
Na shikwa karo hum sey na hum koii gila karien
Khuda karey keh andhairii raat mein
Tum niklo kisi manzil ki talash mein
Hum apne dil ko jala'ien
Aur dikha'ain tum ko raasta
Tum phir sey thukrao humien Kaho , nahi koii teri chah humien Phir apni zaat mein hym kuch aur simat jaien
Keh zindgii aur mout mein fasiley bhi mit jaien
Phir apney marney ki hum dua karien
Is sey aiyada karien bhi to hum kya karien
Phir kaii saal baad
Tum jo hum sey milla karo
Dekh kar meri halat tum bhi karb sey rou paro
Phir hum
Poochien keh kya hua
Phir tum kaho keh kuch nahii
Phir karo kuch shikayatien
Phir sey koii gilla karo
Phir karo milney kii koshishien
Phir hum na tum ko milla karien
Yeh dooriyaan yeh fasley
Dua karo keh barh jaien
Na shikwa karo hum sey
Na hum koii gilla karien
Na shikwa karo hum sey na hum koii gila karien
Khuda karey keh andhairii raat mein
Tum niklo kisi manzil ki talash mein
Hum apne dil ko jala'ien
Aur dikha'ain tum ko raasta
Tum phir sey thukrao humien Kaho , nahi koii teri chah humien Phir apni zaat mein hym kuch aur simat jaien
Keh zindgii aur mout mein fasiley bhi mit jaien
Phir apney marney ki hum dua karien
Is sey aiyada karien bhi to hum kya karien
Phir kaii saal baad
Tum jo hum sey milla karo
Dekh kar meri halat tum bhi karb sey rou paro
Phir hum
Poochien keh kya hua
Phir tum kaho keh kuch nahii
Phir karo kuch shikayatien
Phir sey koii gilla karo
Phir karo milney kii koshishien
Phir hum na tum ko milla karien
Yeh dooriyaan yeh fasley
Dua karo keh barh jaien
Na shikwa karo hum sey
Na hum koii gilla karien
Tumhari yaado ko seene se laga rakha hai
Tumhari yaado ko seene se laga rakha hai
Andhere dil mein ek chiraag jala rakha hai
Jeene ki umeed jagi hai tumse mil kar
Hamne sehra ko shabnam se saja rakha hai
Tumhare intezar me khuLi hai kab se aankhe
Hamne rahon par palkon ko bicha rakha hai
Har Lamha teri yaad mein tadpata hai dil
Dard e-dil ka hamne naam Dawa rakha hai
Tumko bhi nahi malum kitna chahte hai ham Tumhe
Pyar me tere hamne khud ko bhula rakha hai
Zindagi hai jab tak sirf Tujhe hi chahenge
Dil mein hamne yeh raaz chuupa rakha hai
…………..
Subscribe to:
Posts (Atom)
About Me
- mehak
- Mehak: A bubbley fun loving girl who just wants to be loved, you love attention and the lime light! i m cool fun loving nd very friendly nd i m very sensitive and emotional..i got hurt when sum1 speaks rude to me.